Full Width CSS

Sulta

Gtu

Sultan Love Shayari

Sultan Love Shayari

Feel the Magic of True Love Through Shayari ❤️

Welcome

Welcome to Sultan Love Shayari. Read the latest Love Shayari, Romantic Shayari, Sad Shayari, and Hindi Status.

Latest Shayari

"Teri muskaan meri duniya ki pehchaan ban gayi, Teri mohabbat mere dil ki jaan ban gayi."

© 2026 Sultan Love Shayari | All Rights Reserved

Wd

My Blog

My Blog

Welcome to My Website

My First Blog Post

This is my first blog article. You can write your own content here.

Technology News

Share the latest technology news and updates with your visitors.

© 2026 My Blog | All Rights

Adsence

Ad

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner

We

Dt

Itsprank

Sunday, 15 April 2018

Sultan love shayari

ShayariBahut udas hai koi shakhs tere janese,ho sake to lout ke aaja kisi bahane se,tu lakh khafaa ho par ek bar to dekhle,koyi bikhar gaya hai tere rooth jane se.बहुत उदास है कोई शख्स तेरे जाने से,हो सके तो लौट के आजा किसी बहाने से,तू लाख खफा हो पर एक बार तो देख ले,कोई बिखर गया है तेरे रूठ जाने से।Sorry Shayari, Ho sakta hai humneCategory:Sad Shayari,Sorry ShayariHo sakta hai humne aapko kabhi rula diya,Aapne duniya ke kehne pe humein bhula diya,Hum toh waise bhi akele the iss duniya mein,Kya hua agar aapne ehsaas dila diya.हो सकता है हमने आपको कभी रुला दिया,आपने तो दुनिया के कहने पे हमेंभुला दिया,हम तो वैसे भी अकेले थे इस दुनिया में,क्या हुआ अगर आपने एहसास दिला दिया।Love Shayari, Mera dil jalane waleCategory:Dard Shayari,Dil Shayari,Heart Touching Shayari,Love Shayari,Sad ShayariMera dil jalane wale, mera dil jala ke roye,Mujhe Aajmane wale, mujhe aajma ke roye,Mere samane se gujare, mera haal bhi na poochha,Main yakin karun to kaise, ke wo door ja ke roye.मेरा दिल जलाने वाले, मेरा दिल जला के रोए,मुझे आजमाने वाले, मुझे आजमा केरोए,मेरे सामने से गुजरे, मेरा हाल भी ना पूछा,मैं यकीं करूं तो कैसे, के वो दूर जा के रोए।Sad Shayari, Uljhan bhare dinCategory:Dard Shayari,Heart Touching Shayari,Sad ShayariUljhan bhare din hain mere, tanha hain raate,De jate hain zakhm, mujhe tere vo baaten,Ham bhi badh ke thaam lete tera daaman,Yoon tune hamako agar rulaaya na hota,Teree najaro ke ham bhi ek nazaarehote,Jo tune apani najaro mein hame basaaya hota.उलझन भरे दिन हैं मेरे, तनहा हैं राते,दे जाती हैं जख्म, मुझे तेरी वो बातें,हम भी बढ़ के थाम लेते तेरा दामन,यूँ तूने हमको अगर रुलाया ना होता,तेरी नजरो के हम भी एक नज़ारे होते,जो तूने अपनी नजरो में हमे बसाया होता।Sad Shayari, Hamari Zindagi ToCategory:Bewafa Shayari,Dard Shayari,Sad ShayariHamari Zindagi To Kab Ki Bikhar Gayi,Har Ek Hasrat Dil Mein Hi Mar Gayi,Wo Jab Se Chal Di Baith Ke Doli Mein,Humari To Jeene Ki Tamana Hi MarGayi.हमारी ज़िंदगी तो कब की बिखर गयी,हसरते सारी दिल में ही मर गयी,चल पड़ी वो जब से बैठ के डोली में,हमारी तो जीने की तमन्ना ही मर गयी।Sad Shayari, Bin bataye usneCategory:Dard Shayari,Sad ShayariBin bataye usne kyu ye duri kar di,Bichad ke usne mohabbat hi adhuri kar di,Mere mukaddar me gum aaya to kya hua,Khuda ne uski khwaish to puri kar di.बिन बताये उसने ना जाने क्यों ये दूरी कर दी,बिछड़ के उसने मोहब्बत ही अधूरी कर दी,मेरे मुकद्दर में ग़म आये तो क्या हुआ,खुदा ने उसकी ख्वाहिश तो पूरी कर दी।

0 Comments:

Post a Comment